Sunday, June 1, 2008

LATEST BOLLYWOOD LYRICS - WOODSTOCK VILLA - DHOKHA DEGA DHOKA KHAYAGA

Dhoka Dega Dhoka Khayega
Music Director : Anu Malik, Aryans
Singer : Shibani Kashyap


Kaali Raatein, Tanhan Akeli
Chupthi Suyiyan, Ek Paheli
Raakh Ke Bisthar Pe Soyega, Jal Jayega..
Phas Gaya Hai Tho Phas Tha Hi Chala Jayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega

Bhool Bhulaiyya, Jurm Ki Galiyan
Lahu Mein Lipti, Sab Ki Jaan Yahan
Tu Job Bhi Kartha Hai, Tere Aage Aayega
Tu Jeene Aaya Tha Par Mar Jaayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega

Aankho Se Woh jal Hai
Bada Shathir Yeh Pal Hai..
Dhool Yeh Aankhon Mein Chup Ke Se Aake, Udayega
Sochle Pagale Tu Bach Ke Kahan Tak Jayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega
Dhoka Dega, Dhoka Khayega

(Dhoka Dega, Dhoka Khayega) - 7

LYRICS-SAWAN ME LAG GAYI AAG

Sawaan Mein Lag Gayi Aag
Music Director : Anu Malik, Aryans
Singer : Mika

Rabba Yeh Kaisi Manmaani, Aag Lagi Barsa Ja Paani,
Sambhal Sambhal Chal Diwaani Haai
Bhoodh Jabhi Zulphon Se Pisle, Mile Sabhi Ab Agle Pichle,
Who Bhi Jab Hoton Se Chakke Haai….

Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai..
Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai..
Ho Ho, (Tune Dil Chhina Paagal Diwaani) - 2
Aaj Na Soya Sari Raat, Dil Mera Haai
Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai

Chala Ek Dariya Toofani, Chaal Mast, Aankhein Mastani,
Ruke Nahi Roke Se Jawaani Haai
Ruka Waqt Lamha Har Tehra,
Tuta Jab Nazoro Ka Pehra Paar Kiya Ab Sagar Gehra Haai

Feel The Beat, Feel The Beat, Feel The Beat…

Ho Ho Ho, Zewar Nahin Hai Koi Tewar Nahi Hai,
Sadha Sadha Sa Hai Yowan Tera
Oh Diwaani Dekho Sab Kuch Kahe Hai,
Sone Eke Jaisa Laage Mann Yeh Tera
Tune Hatheli Pe Jo Bhoodhe Sajaayi, Sawan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai

Ho Ho, (Tune Dil Chhina Paagal Diwaani) - 2
Aaj Na Soya Sari Raat, Dil Mera Haai
Sawaan Mein Lag Gayi Aag, Dil Mera Haai

LYRICS- I LOVE YOU I LOVE YOU

I Love You I Love You I Love You
Music Director : Anu Malik
Singer : Emon Chatarjee,Deepali

Aaye jo tum samne
Hum lage dil thamne
Rukti hai chalti hai
Dhakane tere saamne

Dole dil bole
Kasam se
I love you

I love you-6

Aaye jo tum samne
Hum lage dil thamne
Rukti hai chalti hai
Dhakane tere saamne

Dole dil bole
Kasam se
I love you

I love you-6

Kehto diya hai
Love you hummne ji
Aage kya hoga
Kuch hai pata

Tumhein pyaar karte
Tum pe hai marte

Tumhein kya pata
Tumpe kitne hum fida

Socho ji socho aasan nahi hai
Wada nibhana
Jao zara

Aaye jo tum samne
Hum lage dil thamne
Rukti hai chalti hai
Dhakane tere saamne

Dole dil bole
Kasam se
I love you

I love you-6

Jaadu yeh kaisa
Tumne kiya hai
Chori chori kaise dil le liya

Aankhein mila ke
Ankhein chura ke
Aakhon mein aake
Appna kiya

Teri Aashiqui pe
Hum mar mite ji
Tumko hi mana apna piya

Aaye jo tum samne
Hum lage dil thamne
Rukti hai chalti hai
Dhakane tere saamne

Dole dil bole
Kasam se
I love you

I love you-6