Saturday, August 2, 2008

Jab Pyaar Kiya To Darna Kya Jab ( Lyrics ) - Maan Gaye Mughal-E-Azam

Jab Pyaar Kiya To Darna Kya Jab ( Lyrics )
Movie : Maan Gaye Mughal-E-Azam
Music Director : Anu Malik
Singer(s) :Ishq Bector,Anuska Manchandani,Mahalaxmi Iyer,Shaan
Lyricists :Sameer

Maine Kali Ka Dil Nahin Thoda
Maine Kali Se Mooh Nahin Moda
Love Ke Liye Apna Sab Kuch Choda
Maine Kali Ka Dil Nahin Thoda
Maine Kali Se Mooh Nahin Moda
Love Ke Liye Apna Sab Kuch Choda

Mein Toh Kali Ka Mein Toh Kali Ka
Deewana Mere Yaar
Mein Toh Kali Pe Mein Toh Kali Pe
Apna Dil Gaya Haar
Mein Toh Kali Se Mein Toh Kali Se
Karna Chaahu Ikraar
Chaahe Chunvaa Do Chaahe Chunvaa Do Lambi Lambi Deewar


Maan Gaye Mughal-E-Azam Ishq Mein Dooba Yeh Aalam
Maan Gaye Mughal-E-Azam Ishq Mein Dooba Yeh Aalam

Jab Hey Jab Come On
Jab Chalna Jab Kab

Jab Pyar Kiya Toh Darna Kya
Jab Jab Pyar Kiya Toh Darna Kya
Pyar Kiya Koi Chori Nahin Ki

Maine Kali Ka Dil Nahin Thoda
Maine Kali Se Mooh Nahin Moda
Love Ke Liye Apna Sab Kuch Choda
Pyar Kiya Koi Chori Nahin Ki
Chup Chup Life Mein Jeena Kya

Jab Tu Jab Mein Jab Haan

Jab Pyar Kiya Toh Darna Kya
Jab Pyar Kiya Toh Darna Kya

Maan Gaye Mughal-E-Azam
Ishq Mein Dooba Yeh Aalam
Maan Gaye Mughal-E-Azam
Ishq Mein Dooba Yeh Aalam

Prem Nagar Ka Prince Hoon
Mein Aur Tu Hai Raakaasa
Maine Tujhko Tu Ne Mujhko Naino Mein Phasa

Jab Kya Jab Hua Jab Aaa Jab Jaa

Teer Chale Talwar Chale Yaaron Ke Baadshah
Apna Pyar Masha-Allah Kisi Ki Hai Parwah
Ishq Ka Yeh Asar Chak Le O Bekhabar
Chak Le O Bekhabar
Teer Chale Talwar Chale Yaaron Ke Baadshah
Apna Pyar Masha-Allah Kisi Ki Hai Parwah
Pyar Kiya Koi Chori Nahin Ki
Chup Chup Life Mein Jeena Kya
Jab So What Jab Who Cares Jab Aa Haan


Jab Pyar Kiya Toh Darna Kya
Jab Pyar Kiya Toh Darna Kya

Maine Kali Ka Dil Nahin Thoda
Maine Kali Se Mooh Nahin Moda
Love Ke Liye Apna Sab Kuch Choda

Shehzada Mein Cool Cool Tu Sexy Anarkali
Apna Charcha Shehar Shehar Aur Gossip Gali Gali
Jab Me Jab You Jab True Jab
Zanjeere Deeware Pehre Always Lagti Rahi
We Dont Care Keh Kar Paagal Premi Milte Rahi
Ishq Ka Yeh Nasha
Har Taraf Har Disha Har Taraf Har Disha
Zanjeere Deeware Pehre Always Lagti Rahi
We Dont Care Keh Kar Paagal Premi Milte Rahi

Pyar Kiya Koi Chori Nahin Ki
Maine Kali Ka Dil Nahin Thoda
Maine Kali Se Mooh Nahin Moda
Love Ke Liye Apna Sab Kuch Choda
Pyar Kiya Koi Chori Nahin Ki
Chup Chup Life Mein Jeena Kya

Jab Jab Jab
Jab Pyar Kiya Toh Darna Kya
Jab Pyar Kiya Toh Darna Kya

Maine Kali Ka Dil Nahin Thoda
Maine Kali Se Mooh Nahin Moda
Love Ke Liye Apna Sab Kuch Choda

Mughal-E Mughal-E Mughal-E-Azam
Maan Gaye Mughal-E-Azam
Mughal-E Mughal-E Mughal-E-Azam
Maan Gaye Mughal-E-Azam

Jaane Kya Hogaya ( Lyrics )- C Kkompany

Jaane Kya Hogaya ( Lyrics )
Movie : C Kkompany
Music Director : Anand Raaj Anand
Singer(s) :Shreya Ghoshal , K K
Lyricists :Anand Raaj Anand

Jane kya hogaya mujhko kya kahu
Khoya khoya sa rehta hoon mein raat din
Samjh mein na aaye yeh meri khuch
Safar yeh jane kaisa hai
Kya pata mujhko kahan le jaye
Yeh mera dil
Ee-ai-o
Mujhe chupke se kahan le aaya
Khwab yeh mera

Ee-ai-o
uo-woh-ou-O-O
Ee-ai-A
uo-woh-ou-O-O
Ee-ai-A
uo-woh-ou-O-O

Lamhe yeh
Sifarish kare
Jaane kya
Gujarish kare
Yeh kaise muskhil hai
Sun le khuda 3

Mujhse kyun ankahi baatein Sunai de
Bheegi hai roshni mein kyun yeh khwaishe
Ujhli hai meri aankhon kyun neendein
Yeh bekhudi haan kaise hai
Hosla mere kyun khayalon ka
Aasman chooye


Ee-ai-o
Chal pade humto teri raahon mein
Yeh jahan bhoole
Ee-ai-o
uo-woh-ou-O-O
Ee-ai-A
uo-woh-ou-O-O
Ee-ai-A
uo-woh-ou-O-O

Is anchui Fardish ka kare
Yeh socho mujhse abb aisa kyun lage
Chupke rahein kaano mein kuch kahe
Hua kya teri kadmo ko
Leke subho ki dhoop haathon mein
Rang shaamo ka
Ee-ai-a
Sabz mausam ki ujli chadar mein
Chal padi hoon mein
Ee-ai-a
uo-woh-ou-O-O
Ee-ai-A
uo-woh-ou-O-O
Ee-ai-A
uo-woh-ou-O-O

Koi sune na Aahtein
Hum chand ke sirhain chale
Yeh kaise muskil hai
Sun le khuda 4
Hey hey hey hey
Hey hey hey hey

Sun le khuda

Yaad Mein Teri Aksar ( Lyrics ) - Hi jack

Yaad Mein Teri Aksar ( Lyrics )
Movie : Hijack
Music Director : Justin-Uday
Singer(s) :K K
Lyricists :Kumaar


Is pal mein hai
aisa nasha
Yeh Pal yehin
Tham jaye aaj
Mahsoos jo musjhko hua
Kya tujhko bhi
hone laga

Woh hou woh Owou wohhh

Yaad mein teri aksar
Jagta hoon mein raaton ko
Aahte teri dil ki
Choo leti hai aakhon ko
Aisa kyon hai yaar
Mein hoon beqkar
Kya yehi hai pyaar
Yeh Batao naa
Mere Khayaal pooche sawaal
Aisa kyun hai haal
Yeh Batao naa

Woh hou woh Owou wohhh



Yaad mein teri aksar
Jagta hoon mein raaton ko

Aahte teri dil ki
Choo leti hai aakhon ko

Khoya rehta hoon mein
Teri baaton mein
Khoosbu hai teri jo
Hai Teri saanson mein

Zindagi abb tere saaye mein hai
Chal raha teri raahon mein
Muskura ke Saath chalna
Rehna meri baahon mein

Saath saath chal aaj hai jo pal
Kal rahe na rahe


Woh hou woh Owou wohhh

Yaad mein teri aksar
Jagta hoon mein raaton ko
Aahte teri dil ki
Choo leti hai aakhon ko

Tu hi din main hai
Aur
Tu hi raaaton mein
Jeena hai mera yeah
Abb tere haathon mein
Tu jo kahe to
Abb jeeu mein
Yaa mein jeena chod doon

Apne dil ki dhadkano ko
Tere dil se jod doon
Paas paas rahu dil ki baat kahu
Tu jo mujhse kahe

Woh hou woh Owou wohhh

Yaad mein teri aksar
Jagta hoon mein raaton ko
Aahte teri dil ki
Choo leti hai aakhon ko

Aisa kyon hai yaar
Mein hoon beqkar
Kya yehi hai pyaar
Yeh Batao naa
Mere Khayaal pooche sawaal
Aisa kyun hai haal
Yeh Batao naa

Woh hou woh Owou wohhh