Thursday, June 17, 2010

I hate luv stories - Bin Tere(Remix) - Hindi Songs

Hindi Songs - Bin Tere(Remix)
Hindi Movie - I hate luv stories
Singers - Shafqat Amanat Ali, Sunidi Chauhan

dreaming of you, i am loving you more than words can say
feeling for you, ???
dreaming of you

(hai kya jo yeh tere mere darmiyaan hai
andekhi ansuni koyi daastaan hai) - (2)
lagane lagi abb jindagi khaali
lagane lagi har saans bhi khaali
(bin tere bin tere bin tere.....
koyi khalish hai hawaao mein bin tere) - (2)

ajanabi se huwe kyun pal saare
ke najar se najar yeh milaate hi nahi
ik ghani tanhaayi chha rahi hai
manjilein raaston mein hi gum hone lage
kho gayi ansuni har duwa abb meri
reh gayi ankahi bin tere
(bin tere bin tere bin tere.....
koyi khalish hai hawaao mein bin tere) - (2)

dreaming of you, i am loving you more than words can say
feeling for you, ???

(bin tere bin tere bin tere.....
koyi khalish hai hawaao mein bin tere) - (2)

I hate luv stories - Bahara(Chill version) - Hindi Songs

Hindi Song - Bahara(Chill Version)
Hindi Movie - I hate luv stories
Singers - Rahat Fateh Ali Khan

Hoo tora saajan
Aayo tore desh

Badli badra badla saavan
Badla jag ne bhes re
Tora saajan
Aayo tore desh

Neende Neende rehti hai aaj kal
Bas uske hi khaabon ke libaas mein
Jaane kab tham gaye yeh kadam
Ek uske ke hi ghar ke paas mein

Raasta, bhoola mein apna raasta
Bahara bahara
Hua dil pehli baar vee
Bahara bahara
Ki chain toh hua faraar vee
Bahara bahara
Hua dil pehli pehli baar vee

Woh..
Jo labz the bandhe hue
Labhon pe khul gaye
Main…
Use mila to rang se
The mujh mein ghul gaye kuch is kadar
Mujh mein mai rab hoon kidhar
Main hoon kidhar kya bataoon
Sirf usko hai pata

Bahara bahara
Hua dil pehli baar vee
Bahara bahara
Ki chain to hua faraar vee
Bahara bahara
Hua dil pehli pehli baar vee

Bahara bahara
Hua dil pehli baar vee
Bahara bahara
Ki chain to hua faraar vee
Bahara bahara
Hua dil pehli pehli baar vee

Hoo tora saajan
Aayo tore desh

Badli badra badla saavan
Badla jag ne bhes re
Tora saajan
Aayo tore desh


Neende Neende rehti hai aaj kal
Bas uske hi khaabon ke libaas mein
Jaane kab tham gaye yeh kadam
Ek uske ke hi ghar ke paas mein

Raasta, bhoola mein apna raasta
Bahara bahara
Hua dil pehli baar vee
Bahara bahara
Ki chain toh hua faraar vee
Bahara bahara
Hua dil pehli pehli baar vee

I hate luv stories - Bin Tere(Reprise) - Hindi Songs

Hindi Songs - Tere Bin(Reprise)
Hindi Movie - I hate luv Stories
Singers - Shekhar Ravijiani

Teri nigaahon ke, teri hi raahon ke
Kareeb se gayi zindagi
Tujhe kyun dekha na, tujhe kyun jaana na
Shikayatein karun ya nahin
Thami hai yeh saansein, bari hai yeh aankhein
Sahu kaise ab yeh faasla
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere


Kuch bacha hi nahin darmiyaan
Saans leti hain ab yeh dooriyan
Dil nahin jaanta raahon mein
Haath se haath choote the kahan
Kyun nazar ke kinare, tootey hain khwab saare, tu bataa
Suna suna samaa hai, khaali khaali jahan hai, ab mera
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere
O bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere