Saturday, August 2, 2008

Ishqaiyyan ( Lyrics ) - Maan Gaye Mughal-E-Azam

Ishqaiyyan ( Lyrics )
Movie : Maan Gaye Mughal-E-Azam
Music Director : Anu Malik
Singer(s) :Sonu Nigam ,Sunidhi Chauhan
Lyricists :Sameer

Harap Harap Heera Hai
Labz Labz Moti Hai
Hum Haseenao Ke Baatein Toh Niraali Hoti Hai
Agar Magar Ki Dagar Dagar Pe Sabar Karoge Kaise
Asar Asar Sanam Hai Aisa K Sabar Karoge Kaise

Bajne Do Bajne Do
Sangeet Ko Jee Ha
Bajne Do Bajne Do Sangeet Ko
Lets Go
Aahaan
Cum On

Aaj Mood Hai Ishqaiyyan 4
Chand Charon Ke Chal Sayyan
Badal Baand Tannhaian
Choom Le Kehta Hai Mann Ka Manzar
Aag Na Hota Hai Andar Andar
Aana Aa Aa Hota Hai Andar Andar


Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Chand Charon Ke Chal Sayyan
Badal Baand Tannhayain

Gustak Mera Shabaab Us Pe Yeh Khamoshiyan
Jannat Mein Denge Hisaab Humne Hai Kya Kya Kiya
Chalke Hai Nain Kataari Piloon Piloon Ise
Dalke Yeh Reinn Adhoori Cheenloon Cheenloon Ise
OuiMaa Zulfon Ka Taana Baana
Kal Bhuja Tu Mera Prem Deewana
Ui Maa Ui Maa Zulfon Ka Taana Baana
Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Mehnat Bhaje Shehnayian
Pal Pal Pighle Parcheyian
Aaj Mood Hai Ishqaiyian
Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Chand Charon Ke Chal Saiyan
Badal Baand Tannhaiyan

Saanson Ki Yeh Kastiyan Alhad Uchalti Hai Re
Us Pe Yeh Teri Nazar Har Pal Pisalti Hai Re
Hey Sapno Ka Seeshmahal Baahon Ke Khilte Kawal
Hoton Se Tere Hoton Pe Likhdoon Mein Koi Ghazal
Oo Aaa Itna Hi Bayya Bole
Aa Ja Tu Dheera Haule Haule
Oo Aaa Oo Aa Itna Hi Bayya Bole



Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Dhadhkan Bole Tatayya
Dil Mein Hoti Gudgudiyan
Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Chand Charon Ke Chal Saiyan
Badal Baand Tannhaiyan

Bekardar Se Toh Bewafa Achchi
Bekardar Se Toh Bewafa Achchi
Kisi Se Toh Dil Lagati Hai
Kisi Se Toh Dil Lagati Hai
Mere Mehboob Se Toh Maut Achchi
Mere Mehboob Se Toh Maut Achchi
Ek Baar Toh Chali Aati Hai
Ek Baar Toh Chali Aati Hai

Aaj Mood Hai Ishqaiyyan
Aaj Mood Hai Ishqaiyyan;
Chand Charon Ke Chal Saiyan
Badal Baand Tannhaiyan
Aaj Mood Hai Ishqaiyyan

No comments:

Post a Comment