Friday, January 9, 2009

Marjaani (Electro House) – Billu Barber

BILLU BARBER Movie Songs Lyrics
Marjaani (Electro House) Lyrics Hindi

Song Title: Marjaani (Electro House) : BILLU BARBER
Singer(s): SUKHWINDER SINGH, SUNIDHI CHAUHAN
Cast(s): IRRFAN KHAN , SHAHRUKH KHAN , LARA DUTTA , OM PURI , RAJPAL YADAV , ASRANI

Ooo Ooo, Ooo Ooo
Theek Hai Theek Theek Sab Kuch Theek Hai
Paas Hai Sab Kuch Rab Nazdeek Hai, Ooo Ooo
Hey Rab Ke Hazur Mein Kasmein Bhi Kha Li
Duniya Ki Auni Pauni Rashmein Nibha Li, Ooo Ooo
Phir Bhi Na Koi To Dafa Kar
Mane Jo Mane Na Mane Jo Bhala Kar
Duniya Na Mane Kashmanu Khaye
Kashmanu Khaye Marjaani
Haayee ( (Marjaani Marjaani) - 3
Oye Kashmanu Khaye Marjaani ) - 4
O O O Ooo, O O O Ooo

Haye Khayal Bhi Jaane Kya Kya
Sochata Rehta Hai Ga Uff
Ki Nochta Rehta Hai Ga
Hey Tu Mud Ke Dekha Na Kar
Jo Sar Mein Soch Jayegi
To Paun Mein Moch Aayegi
Uth Uth Ke Raathon Mein, Dard Yeh Pala Hai
Andhi Jawani Mein Dard Ek Chhala(Ulcer) Hai
Dil Tera Na Roke Baliye
Dil Tera Na Toke Baliye
Dil Tera Sansar Hey Ga
Lage Dil Ko Beimaani
( (Marjaani Marjaani) - 3
Oye Kashmanu Khaye Marjaani ) - 2
Marjaani..............

Haan Chalo Ab Dur Yahan Se
Paahado Se Bhi Aage Woh
Jahan Per Subha Jaage
Ho Bade Sab Kehte Hain Yeh
Chuno Acche Hum Saaaye
Samjh Ke Jo Samjhaye
Ro Ro Ke Raathon Mein, Aankhein Bhi Khali Ki
Likh Likh Ke Tarikhe Diwar Kaali Ki
Chup Kar Chup Chup Kar Baliye
Bhage Le Chup Chup Kar Chhup Kar Baliye
Duniya Se Bhage Duniya Mein
Duniya Ko Hui Hairaani
( (Marjaani Marjaani) - 3
Oye Kashmanu Khaye Marjaani ) - 2

Ha Theek Hai Theek Theek Sab Kuch Theek Hai
Paas Hai Sab Kuch Rab Nazdeek Hai, Ooo Ooo
Rab Ke Hazur Mein Kasmein Bhi Kha Li
Duniya Ki Auni Pauni Rashmein Nibha Li, Ooo Ooo
Phir Bhi Na Koi To Dafa Kar
Mane Jo Mane Na Mane Jo Bhala Kar
Duniya Na Mane Kashmanu Khaye
Kashmanu Khaye Marjaani
Oye ( (Marjaani Marjaani) - 3
Oye Kashmanu Khaye Marjaani ) – 4


 


Blogger Labels: Marjaani,Electro,House,Billu,Barber,Movie,


Songs,Lyrics,Hindi,Song,Title,Singer,SUKHWINDER,SINGH,SUNIDHI,


CHAUHAN,Cast,IRRFAN,KHAN,SHAHRUKH,LARA,DUTTA,PURI,RAJPAL,


YADAV,ASRANI,Theek,Paas,Nazdeek,Hazur,Mein,Kasmein,


Duniya,Auni,Pauni,Rashmein,Nibha,Phir,Dafa,Mane,


Bhala,Kashmanu,Khaye,Haayee,Haye,Khayal,Jaane,Sochata,


Rehta,Nochta,Dekha,Soch,Jayegi,Paun,Moch,Aayegi,Raathon,Dard,Pala,Andhi,


Jawani,Chhala,Ulcer,Tera,Baliye,Sansar,Lage,Beimaani,Haan,Chalo


,Yahan,Paahado,Aage,Jahan,Subha,Jaage,Bade,Kehte,Hain,Chuno,Acche,


Saaaye,Samjh,Samjhaye,Aankhein,Khali,Likh,Tarikhe,Diwar,Kaali,Chup,Bhage,


Chhup,Hairaani

No comments:

Post a Comment