Yeh zindagi, raftaar se chal padi
Jaate hue raahon mein, humse abhi keh ke gayi
Hamara yeh waqt hamara jo ik baar gaya toh aaye na dobara
Samajh lo zara yeh, hawaon ka ishaara, mere yaaro
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho

Whenever we know, we are having a blast, you know it o o
Living every day, like it's your last, you know it o o
Living for today, letting go of the past, you know it o o
Give it up, give it up, everybody say o o
Hum sab jo saath mein rahe
Khushiyan sab haath mein rahe
Hum se bas faasle rahe yun, arrey tu ru tu ru
Chaahe kahin kisi bhi modh par
Bhigde gi bhi koi baat agar
Milke ik dujhe se kahe yun
Yeh baatein, hai chhoti moti baatein
Yeh aaye jaaye jaise ki din aur raatein
Na aankhon se lagana kabhi yeh barsaatein mere yaaro
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Living for today, letting go of the past, you know it o o
Give it up, give it up, everybody say o o
Duniya matlab ki yaar hai
Iski aadat bekaar hai
Is se kum rakhna vaasta tu, turu ru tu ru tu
Apno se rakhna dosti
Inn se doori har kami
Inn mein hi dhoondh raasta tu
Na jaana, yeh tune na jaana
Yeh manzil teri, inhe tujhe hai paana
Hai maine kaha hai jo, uss se mile zamana mere yaaro
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Yeh zindagi, raftaar se chal padi
Jaate hue raahon mein, humse abhi keh ke gayi
Hamara yeh waqt hamara jo ik baar gaya toh aaye na dobara
Samajh lo zara yeh, hawaon ka ishaara, mere yaaro
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
No comments:
Post a Comment